ऐ मोहब्बत तेरे अंजाम पे रोना आया।
जाने क्यूँ आज तेरे नाम पे रोना आया।Saturday, December 13, 2025
Bauht Choti Thi Soch Uski :)
Usey Pyar Kab Meri Zaat Se Tha
Usey To Matlab Apni Baat Se Tha
Aaj Wo Bhi Gumnaam Hai Zamaane Mein
Jo Mashoor Meri Chahat Se Tha
Wo Bhi Mufaadprasat Tha Auron Ki Tarah
Yeh To Zahir Uski Har Baat Se Tha
Suna Hai Us Ne Kisi Se Wafa Nahi Ki
Wo Khelta Har Kisi Ke Jazbat Se Tha
Bauht Choti Thi Sochien Uski
Jinka Talaq Unchi Zaat Se Tha....
आंसूओ तले मेरे सारे अरमान बह गये
आंसूओ तले मेरे सारे अरमान बह गये
जिनसे उमीद लगाए थे वही बेवफा हो गये
थी हमे जिन चिरागो से उजाले की चाह
वो चिराग ना जाने किन अंधेरो में खो गये...
Nashe Mein Bhi Tera Naam Lab Par Aata Hai,
Nashe Mein Bhi Tera Naam Lab Par Aata Hai,
Chalte Huye Mera Paanv Ladkhadata Hai,
Dard Sa Dil Mein Uthhta Hai Mere,
Haseen Chehre Par Bhi Daag Najar Aata Hai…
++++
Gilash Par Gilash Bahut Toot Rahe Hain,
Khusi Ke Pyale Dard Se Bhar Rahe Hain,
Mashalon Ki Tarah Dil Jal Rahe Hain,
Jaise Zindagi Mein Badkismati Se Mil Rahe Hain…
++++
Aashiq Ke Naam Se Sabhi Jaante Hain,
Itna Badnaam Ho Gaye Hum Maykhane Mein,
Jab Bhi Teri Yaad Aati Hai Bedard Mujhe,
Toh Peete Hain Hum Dard Paimane Mein…
++++
Mehandi Ke Bahane Khoon Laga Rahe Hain,
Khud Ki Taarifon Ke Pul Bana Rahe Hain,
Kitne Khudgarj Hain Rangeen Mahfilon Waale,
Mujhe Dard Dekar Apne Gunaah Chhupa Rahe Hain…
++++
Nazron Se Dekho Toh Aabad Hum Hain,
Dil Se Dekho Toh Barbaad Hum Hain,
Jeevan Ka Har Lamha Dard Se Bhar Gaya,
Fir Kaise Kah Dein Aazad Hum Hain…
++++
Apno Ke Beech Begaane Ho Gaye Hain,
Pyar Ke Lamhe Anjaane Ho Gaye Hain,
Jahan Par Phool Khilte The Kabhi,
Aaj Wahan Par Veerane Ho Gaye Hain….
++++
Kismat Yeh Mera Imtehaan Le Rahi Hai,
Tadpakar Yeh Mujhe Dard De Rahi Hai,
Dil Se Kabhi Bhi Maine Use Door Nahi Kiya,
Fir Kyun Bewafayi Ka Woh Ilzaam De Rahi Hai…
++++
Kaun Hai Woh Jo Dil Mein Samaye Jata Hai,
Dard Dekar, Ghar Garon Ka Basaye Jata Hai,
Mehandi Rachakar Chala Gaya Hai Pardesi,
Khud Apne Daaman Mein Woh Daag Lagaye Jata Hai…
++++
Meri Mahbooba Hum Tujhe Salaam Karte Hain,
Fir Bhi Aap Hamein Yun Badnaam Karte Hain,
Pyar Jatakar Dil Ko Dard Dena Pyar Mein,
Jaanvaron Se Ghatiya Kaam Yeh Insaan Karte Hain…
++++
Sanson Ki Dor Chhutati Jaa Rahi Hai,
Kismat Bhi Hume Dard Deti Jaa Rahi Hai,
Maut Ki Taraf Hain Kadam Hamare,
Mohabbat Bhi Hum Se Chhutati Ja Rahi Hai…
Pyar Mein Haare Dard Shayari
Tod Diye Maine Ghar Kay Aaine Sabhi,
Pyar Mein Haare Huye Log Mujhse Dekhe Nahi Jaatay …Tanha Dard Shayari
" Aagosh-e-Sitam Mein Chhupa Le Koi, Tanha Hun Tadapne Se Bacha Le Koi;
Bas Aaj Toh Jee Bhar Ke Rula De Koi!
Dard Ki kitaab
तेरी आरज़ू मेरा ख्वाब है,
जिसका रास्ता बहुत खराब है,मेरे ज़ख्म का अंदाज़ा न लगा,
दिल का हर पन्ना दर्द की किताब है।
Vo Naraj Hai Hamse
"वो नाराज़ हैं हमसे कि हम कुछ लिखते नहीं,
कहाँ से लाएं लफ्ज़ जब हमको मिलते नहीं,
वो ज़ख्म कैसे दिखाए जो दिखते नहीं।
Thursday, December 11, 2025
Khamoshi tum samjhogi nahi,
Khamoshi tum samjhogi nahi,
Aur bayaan humse hogi nahi,Tum chaho toh dil padh lo humara !!
क्यों हमें आँसू बहाना नहीं आता
न जाने क्यों हमें आँसू बहाना नहीं आता,
न जाने क्यों हाल-ऐ-दिल बताना नहीं आता,क्यों सब दोस्त बिछड़ गए हमसे,
शायद हमें ही साथ निभाना नहीं आता
कांटो सी चुभती है तन्हाई
कांटो सी चुभती है तन्हाई,
अंगारों सी सुलगती है तन्हाई,कोई आ कर हम दोनों को ज़रा हँसा दे,
मैं रोता हूँ तो रोने लगती है तन्हाई।
Umar Ki Chaadar
Kheench Kar Utaar Dete Hain Umar Ki Chaadar,
Ye Kambakht Dost Kabhi Boodha Nahi Hone Dete …कहीं अंधेरा तो कहीं शाम होगी,
कहीं अंधेरा तो कहीं शाम होगी,
मेरी हर ख़ुशी तेरे नाम होगी,कभी मांग कर तो देख हमसे ए दोस्त,
होंठो पर हसीं और हथेली पर जान होगी !!
मिला हूँ ख़ाक में ऊँची मगर औकात रखी है,
मिला हूँ ख़ाक में ऊँची मगर औकात रखी है,
तुम्हारी बात थी आखिर तुम्हारी बात रखी है।
भले ही पेट के खातिर कहीं दिन बेच आया हूँ,
तुम्हारी याद की खातिर भी पूरी रात रखी है।
तू आशिक है तुझमें मोहब्बत की चाह दिखाई देती है।
तेरी आँखों में सच्चाई की एक राह दिखाई देती है,
तू है मोहब्बत का दीवाना ऐसी चाह दिखाई देती है,माना कि ठोकर खाई है जमाने में बेवफाओं से,
पर तू आशिक है तुझमें मोहब्बत की चाह दिखाई देती है।
Aaj Apna Hi Ghar Mujhe Anjaan Sa Lagta Hai |
Na Jaane Kyon Aaj Apna Hi Ghar Mujhe Anjaan Sa Lagta Hai,
Tere Jaane Ke Baad Ye Ghar-Ghar Nahin Khali Makaan Sa Lagta Hai…रात गई तो तारे चले गए
रात गई तो तारे चले गए,
गैरों से क्या गिला जब हमारे चले गए,हम जीत सकते थे कई बाज़िया,
बस कुछ अपनों को जीताने के लिए हम हारे चले गऐ !!
चिंगारी का ख़ौफ़ न दिया करो हमे
चिंगारी का ख़ौफ़ न दिया करो हमे,
हम अपने दिल में दरिया बहाय बैठे है,अरे हम तो कब का जल गये होते इस आग में,
लेकिन हमतो खुद को आंसुओ में भिगोये बैठे है
Yogi ka Safar
Safar-e-yogi | Ek Andar Ki Yatra
Safar-e-Yogi Yeh safar kisi shehar se shuru nahi hua tha. Na hi kisi mandir, pahad, ya jungle se. Yeh safar shuru hua tha ek raat se— jab...